Skip to main content

New bloggers karte h hmesha j galtiya

     Jab aap kisi field me nye hote h to hmesha hi galti kr dete h. Kyoki jab hum koi nya kam shuru krte h to hme uske bare me knowledge  k bare me abhav hota h....m aapko es post m btauga jo new bloggers hmesha galti krte h......esko jan lene k bad aap nishchit hi j galtiya nahi krege....Kyoki en galtiyo se kai bloggers apna kariear khatam kr lete h or j kafi nuksan dayak sidh hoti h.....
            Post ko lamba na khichte huye sidhe topic pe aate h.......

1.Heading

                   Sabse Pehle new bloggers starting me heading se judti galti kr dete h yani jab aap koi blog per new post dalte h to jo aapki post ki heading hoti  h vo ekdum sapast honi chahiye yani jo aap apni post me likhrhe h vo heading se saf pta chalta Ho or vahi text write kre jiski aap heading dal rhe h

2.Tode samye bad blog per koi nya topic jodna

              Jab aap koi blog bna rhe ho to aap vahi topic chuj kro jisme aap puri treh auche ho.....yani aap puri trh sapast ho ki aapko kis topic yani kheti per , blogging ya koi or topic per likhna hota h to vo aap shuru me hi add kr lena chahiye j nahi ki aapko kisi topic per likhte huye aapko 2-3 mahine ho gye ho or aap apne blog per nye topic per likhna start kr do j aapke blog k liy aucha nahi h j aapki blog ke traffic ko bahut parbavit krta h to aapko j galti nahi krni chahiye.....

3. Blog design

        Blog design aapke blog ki traffic per bda aser dalta h new bloggers hmesha galti krte h ki vo apne blog ko aucha look dene k chakker me blog ka design bda etraktive rakhte huye use bari rakh dete h jo load hone jyada samye leta h jisse vistor bor ho jata h esse vo aapke blog post ko padne me ruchi nahi dikhyega.......
                         Blog ka design jyada stailish nahi hona chahiye jha per aapko dyan rakhte huye blog ka design simple hona chahiye.....aapko j jan kr hersh hoga ki vistor simple design pasand krte h esliy hme jitna ho sake blog ka design simple rakhe.......

4. Different topic per write krna

            Different topic per write krna j aapke blog ke fail hone ka main karn h yani aapka blog koi or topic per chal rha h or aap other topic per write kr rhe h k aapke liy aucha nahi h aap vohi topic per hi likhe jisse se sabadit blog h j aapke blog traffic k liy aucha h jab kisi or topic per write krte h chahe aapka text kitna hi badiya hi Kyo na ho j aapke blog k traffic ko bahut parbavit krta h

5. Free ka domain name or hosting

                    Sabse baDi galti new bloggers j krte h ki unke pass free ka domain name hota h. Jab tak aap blogging Sikh rhe tab tak to thik h.....lakin jyada samye tak free ka domain name use nahi krna chahiye....
                   Kyoki free k domain name se aapka blog live nahi ho pata h jisse utna traffic nahi milta h jitne k aap hakdar ho....esliy ho sake to apne liy koi badiya sa domain  name  rasiter krna chahiye.....

6. Earning  k bare me sochte Rehn

            Bahut se blogger hote h ki unhone koi 2-3 post dalker hi earning k  bare me sochte rehte h or vo jaldi se Google adsense ya kisi anye website me Apley kr dete h or unhe rejection prapat hota h jisse mausi me vo apna blog band kr dete h....... 
              Earning krne k liy aapka blog kam se kam 6 mahine purana hona chahiye ya 50 se 60 tak post or 500+ perday vistor hone chahiye tabI aap earning k liy apply kr sakte ho.......

7. Visiter ko reply na krna

           New blogger kI Sabse badi galti h ki vo apne visitor dwara kiye gye commets ka reply nahi krte h esse aapke blog ki traffic parbavit hogi esliy jitna ho sake apne visitors ko jaldi reply krna chahiye 

 8. Copy right content 

               Jo bhi aap blog ki post write krte h vo kisi or ki churai hui nahi honi chahiye yani kisi dusre bloggers ka content copy na kre esse j hoga ki yadi aap dusro ka content copy krte huye likhege to sabse Pehle aapko adsense block kr dega or visitors ka aapke uper se vishvas uth jayega esliy jo bhi aap post write kro vo text aapke khud k dwara type kiya huya hona chahiye 

 9. Name dusre bloggers se milta julta rakh a

     New bloggers ki Sabse badi galti h ki vo apne blog ko jaldi success banane k liy apne blog ka name dusre blog se milta julta rakhte h. J aapki badi galtfaymi h ki aap esse aap success ho jaoge......esse kya hoga ki dusre visitors aapko pasand nahi krege or aap apni alg pehchan nahi bna sakte h Kyoki dusre visitors ko j legega ki aapka content bhi khudka nahi h esliy jitna ho sake aap apne blog ka name unike rakhe yani vo kisi or se milta julta nahi hona chahiye

10. Jattile layout ka use krna 

     New bloggers ki j Sabse badi galti h vo apne blog ko etraktive banane k liy Jattile layout ka use krte h j aapke k liy sahi hoga....
    Jitna ho sake layout simple hona chahiye jisse peoples ko aapka blog samjane me assan ho..........
    Aapko j meri post kesi lagi....plz comments jarur kre by......


Comments

Popular posts from this blog

Boyler Murgi palan kese kre

          Hello dosto kese Ho sab m aapko es post me Boyler murgi palan k bare me btauga ki aap kis treh se murgi palan kr lakho rupay kma sakte h....to chaliye aapka jyada time na vest krte huye sidhe mude ki bat pe aate h.........       Jadi aap murgi palan k bare me soch rhe h to aapko es post me aapke sabhi swalo ka jwab mil jayega.......      Hum murgi ko do karno se pal sakte h ek ando k liy or ek mass k liy.... Boyler murgi palan kya h        Boyler murgi palan ka main karn mass hota h. Boyler dwara murgi ko mass k liy pala jata h enki badwar shmta bhut adhik hoti h yani j bahut hi jaldi groth krte h....           J ando se niklte vakat j 35 gram k hote h or 40 Dino bad sahi postik aahar milne se j 2kg k uper ho jate h Boyler murgi palan ka trika      Aap Boyler ko do trho se pal sakte h ek khule me or ek shed me...... Yha per ydi aap jyada profit gain krna chahte h to aap ko eski palan shed me krna chahiye esse chujo groth rate bahut adhik hoti h... 1.farm k

Email padker paisa kmane ki top 5 website

Aaj hmare india me lakho log educated h lekin fir bhi vo brojgar h. Kyoki hmare pas gaidens ki kmi h. M aapko es article me email padker kese aap mahine ka 15000 rs aasani se kma sakte h vo btauga.                          Ji ha dosto j Sach h Kai logo ne apna cariyer bna liya h. Jese blog or website se log paise kma rehe h. Esi trh se aap rojana 25-30 mint deker email padker paise kma sakte h           Lakin m aapko j btana chahuga ki Kai email's websites dhokhebaj bhi hoti h. Vo aapse join to krwa leti h lakin vo aapko Aapki mehnat ka paisa nahi deti h. Jo website  aapse joining  fee mag rehi h vo website dhokhebaj h. Es liy me aapko es article me top 5 email websites k bare me btauga. Enko mene khud try kiya h j well trusted h. 1. Mailmatrix.com       Mailmatrix.com email padker paise kmane ki ek auchi website h. J website 2002 se kam kr rhi h. Eska j sachaI ka pruf h Kyoki koi bhi dhokhebaj website etna jyada time nahi chal sakti h vo 1-2 sal k ander band ho jati  h