Skip to main content

Posts

Showing posts from September, 2017

New bloggers karte h hmesha j galtiya

     Jab aap kisi field me nye hote h to hmesha hi galti kr dete h. Kyoki jab hum koi nya kam shuru krte h to hme uske bare me knowledge  k bare me abhav hota h....m aapko es post m btauga jo new bloggers hmesha galti krte h......esko jan lene k bad aap nishchit hi j galtiya nahi krege....Kyoki en galtiyo se kai bloggers apna kariear khatam kr lete h or j kafi nuksan dayak sidh hoti h.....             Post ko lamba na khichte huye sidhe topic pe aate h....... 1.Heading                    Sabse Pehle new bloggers starting me heading se judti galti kr dete h yani jab aap koi blog per new post dalte h to jo aapki post ki heading hoti  h vo ekdum sapast honi chahiye yani jo aap apni post me likhrhe h vo heading se saf pta chalta Ho or vahi text write kre jiski aap heading dal rhe h 2.Tode samye bad blog per koi nya topic jodna               Jab aap koi blog bna rhe ho to aap vahi topic chuj kro jisme aap puri treh auche ho.....yani aap puri trh sapast ho ki aapko kis topic y

Boyler Murgi palan kese kre

          Hello dosto kese Ho sab m aapko es post me Boyler murgi palan k bare me btauga ki aap kis treh se murgi palan kr lakho rupay kma sakte h....to chaliye aapka jyada time na vest krte huye sidhe mude ki bat pe aate h.........       Jadi aap murgi palan k bare me soch rhe h to aapko es post me aapke sabhi swalo ka jwab mil jayega.......      Hum murgi ko do karno se pal sakte h ek ando k liy or ek mass k liy.... Boyler murgi palan kya h        Boyler murgi palan ka main karn mass hota h. Boyler dwara murgi ko mass k liy pala jata h enki badwar shmta bhut adhik hoti h yani j bahut hi jaldi groth krte h....           J ando se niklte vakat j 35 gram k hote h or 40 Dino bad sahi postik aahar milne se j 2kg k uper ho jate h Boyler murgi palan ka trika      Aap Boyler ko do trho se pal sakte h ek khule me or ek shed me...... Yha per ydi aap jyada profit gain krna chahte h to aap ko eski palan shed me krna chahiye esse chujo groth rate bahut adhik hoti h... 1.farm k

Gulab ki khatI kr lakho rupay kmaye

Gulab ki kheti bahut pehle se hi puri duniaa me ki jati h. Gulab ke fhul dali sahit ya cut flower v pakhudi sahit dono trah k hi bzzar me uplabad h....... जलवायु और भूमि  Gulab ki kheti uter Ave dhkshin bhart ke medni, phadi shetro me ki jati h din ka tapman 25 se 30 sentigrede or rat ka tapman 12 se 14 sentigrede utam mana jata h Gulab ki kheti k liy domat mitti honi chahiye jiska ph 5-6 tak upjukat hoti h... खेत की तैयारी  Khet ko kyariyo me bant lete h. kyariyo ki chodai 5 miter v labai 2 miter rakhni chahiye. Do kyariyo ke bitch me aadha miter sthan shodna chahiye. Podh v line se line ki duri 30×60 sentimiter  honi chahiye. Es duri par podhe lgane  par phulo dadi lambi v ktai krne me aasan hoti h...... पौधशाला  Jangli gulab k uper T Bading dwara eski Podh tyar hoti h. Jangli gulab ki klam Jun-July me lag bag 15 sentimiter ki duri par laga di jati h. Nov-Dismber me es par tahniya nikal aati  h. En par se kante chaku ki madad se alg kr diye jate h. January  me auche kis