Skip to main content

Posts

New bloggers karte h hmesha j galtiya

     Jab aap kisi field me nye hote h to hmesha hi galti kr dete h. Kyoki jab hum koi nya kam shuru krte h to hme uske bare me knowledge  k bare me abhav hota h....m aapko es post m btauga jo new bloggers hmesha galti krte h......esko jan lene k bad aap nishchit hi j galtiya nahi krege....Kyoki en galtiyo se kai bloggers apna kariear khatam kr lete h or j kafi nuksan dayak sidh hoti h.....             Post ko lamba na khichte huye sidhe topic pe aate h....... 1.Heading                    Sabse Pehle new bloggers starting me heading se judti galti kr dete h yani jab aap koi blog per new post dalte h to jo aapki post ki heading hoti  h vo ekdum sapast honi chahiye yani jo aap apni post me likhrhe h vo heading se saf pta chalta Ho or vahi text write kre jiski aap heading dal rhe h 2.Tode samye bad blog per koi nya topic jodna               Jab aap koi blog bna rhe ho to aap vahi topic chuj kro jisme aap puri treh auche ho.....yani aap puri trh sapast ho ki aapko kis topic y
Recent posts

Boyler Murgi palan kese kre

          Hello dosto kese Ho sab m aapko es post me Boyler murgi palan k bare me btauga ki aap kis treh se murgi palan kr lakho rupay kma sakte h....to chaliye aapka jyada time na vest krte huye sidhe mude ki bat pe aate h.........       Jadi aap murgi palan k bare me soch rhe h to aapko es post me aapke sabhi swalo ka jwab mil jayega.......      Hum murgi ko do karno se pal sakte h ek ando k liy or ek mass k liy.... Boyler murgi palan kya h        Boyler murgi palan ka main karn mass hota h. Boyler dwara murgi ko mass k liy pala jata h enki badwar shmta bhut adhik hoti h yani j bahut hi jaldi groth krte h....           J ando se niklte vakat j 35 gram k hote h or 40 Dino bad sahi postik aahar milne se j 2kg k uper ho jate h Boyler murgi palan ka trika      Aap Boyler ko do trho se pal sakte h ek khule me or ek shed me...... Yha per ydi aap jyada profit gain krna chahte h to aap ko eski palan shed me krna chahiye esse chujo groth rate bahut adhik hoti h... 1.farm k

Gulab ki khatI kr lakho rupay kmaye

Gulab ki kheti bahut pehle se hi puri duniaa me ki jati h. Gulab ke fhul dali sahit ya cut flower v pakhudi sahit dono trah k hi bzzar me uplabad h....... जलवायु और भूमि  Gulab ki kheti uter Ave dhkshin bhart ke medni, phadi shetro me ki jati h din ka tapman 25 se 30 sentigrede or rat ka tapman 12 se 14 sentigrede utam mana jata h Gulab ki kheti k liy domat mitti honi chahiye jiska ph 5-6 tak upjukat hoti h... खेत की तैयारी  Khet ko kyariyo me bant lete h. kyariyo ki chodai 5 miter v labai 2 miter rakhni chahiye. Do kyariyo ke bitch me aadha miter sthan shodna chahiye. Podh v line se line ki duri 30×60 sentimiter  honi chahiye. Es duri par podhe lgane  par phulo dadi lambi v ktai krne me aasan hoti h...... पौधशाला  Jangli gulab k uper T Bading dwara eski Podh tyar hoti h. Jangli gulab ki klam Jun-July me lag bag 15 sentimiter ki duri par laga di jati h. Nov-Dismber me es par tahniya nikal aati  h. En par se kante chaku ki madad se alg kr diye jate h. January  me auche kis

Blog se 5 best trike paise kmane k

Hello dosto harjindertechtips me aapka swagat hai. Mera naam harjinder Singh to aaj m aapko es post me blog se paise kmane k bare  m btauga..... Free me blog kese bnaye           Ji ha dosto aap Sach me blog se paise kma sakte h. Ager aapko j sab juth lagta hai to aap muge btaeye ki hzaro bloggers kya free m hi blogging krte hai kya unhe kush nahi milta....lakin new bloggers ek mistake krte hai ki vo blog bnate hi unse paise kmane ki sochne lagte hai....esliy vo kbi bhi safal blogger nahi ban sakte hai            Jab aapka blog 6 mounth purana Ho,  or usme 70 k karib post ho or aucha traffic aata ho......jitna jyada aapke blog par traffic hoga utna hi jyada aapko earning hogi....          Jo tarike m aapko btauga aap tab eske liy apply kre jab aapka blog par auchi traffic or blog thoda old hona chahiye.....          Aap mere blog ke bare m Jan lejiye muge abhi 2 month huye esliy mene abi esme apply nahI kiya h aap bhi saber rakhiye kyoki saber ka fal mitha hota h....            

सफल डेयरी फार्मिंग व्यवसाय कैसे करें

Hello dost harjindertechtips me aapka swagat hai. M Hu aapka host and dost harjinder Singh maine aapko pishle post me btaya tha ki  Patel dona machine lagvaye mahine ka 30-40000 rupay kmaye  or m aapko es post me dairy farming k bare me btauga ki kese aap ek safal dairy farming kr sakte hai........          Pehle M aapko j klear kr dena chahta Hu ki ager aap dairy farm ko part time M krna chahte h to aapko nuksan hone wala hai. Dairy farm aapse full time yani 24 gante magta hai.......          J nahi h ki Pehle kevel kissan hi dairy farming  ko apnate the. Lakin aaj k time me bahut se brozgar yuva aage aa rehe hai....yadi aapme puri lagan or mehnat hai to aap noshchit hi safalta pa sakte hai..... Dairy farming kese start kre Dairy farm start krne k liy sabse Pehle aapke pass Khali jmeen honi chahiye......or chara ugane k liy aleg se jmeen ki jarurat hogi.... Sabse Pehle aapko ek project report tyar krni chahiye ki aap kitni cow se start krna chahta h etstra etstra..... Da

Patal dona machine lgaye or mahine ka 30-40000 rupay kmaye

Hello dosto kese ho aap......Aapka harjinder tech tips me swagat hai. Hum es blog me aapke liy nai nai business or online money making ki jankariya leker aate hai. Abi muge thoda hi samye huaa hai blog ko join kiye huye esliy me puri koshish karuga Aapki umido par uterne ki.......                      M es post aapko btauga ki aap kis treh se patal dona machine lgakar mahine ka 30 se 40000 rupay aaram se kma sakte ho..... Takniki yogata/ karykushlta       Es machine ko lgane k liy koi vishesh jogata kI aavshakta nhi h......Es machine ko aap jo retailer se kharide ge vo aapko eski trening free me dega. Or vo khud aapke ghar par laga ke jayega..... Machine expenses and earning         Hum machine ko mukhyat 2 bago me bat sakte hai.....In machine ko aap apne ghar me 1 hi kmre me lga sakte hai....  1 Singledai       Es machine ko lgane me total 70-80000 rupay kharcha aata hai....eski karyshamta ke aadhar par aap mahine ka lag bag 15000 kma sakte hai.... 2 double dai    

Wordpress Seo k liy bigger gide

सर्च इंजन ऑप्टिमाइज़ेशन एसईओ गुरुओं द्वारा प्रशिक्षित स्पेशलिस्ट के द्वारा किया जाने वाला जटिल, रहस्यमय और गुप्त अनुशासन है।  जब वर्डप्रेस एसईओ जैसे बहुत बार प्रयोग किए जाने वाले शब्द की बात हो तो  सत्य की खोज अनिवार्य हो जाती है। लेकिन एसईओ कोई रॉकेट साइंस नहीं है, कोई अनुबंध नहीं है, या और नहीं है जिसके बारे में किसी तरह की स्पेशल नॉलेज और बहुत पढ़ाई करने की आवश्यकता हो। बल्कि किसी भी साइट ओनर के लिए एसईओ बहुत सरल, सहज और सुलभ तकनीक है। जिसमें आपको बॉक्सेज़ में कुछ शब्द भरने होते हैं। आज हम आपको ब्लॉगिंग के बेसिक्स में एसईओ के 5 सिम्प्ल टिप्स देंगे जो आपके ब्लॉग की सर्च रैंकिंग को बढ़ाकर आप तक अधिक से अधिक पाठक लाने में मदद करेगा और आपके ब्लॉगिंग के अनुभव को और भी सुखदायी बना देगा। वर्डप्रेस एसईओ की जानकारी 1. सही कीवर्ड का चयन करें आप सोचते हैं कि आप नहीं जानते कि सर्च इंजन कैसे काम करता है, पर सच कुछ और ही है। आप सभी ने इंटरनेट सीखने के पहले दिन से लेकर अब तक लाखों बार सर्च इंजन में कुछ न कुछ खोजा होगा।  जैसे ही आप सर्च बॉक्स में कोई शब्द डालकर इंटर की प्रेस करते हैं, क